Urdu and hindi sms Message

Urdu and hindi sms message - A large collection of  Urdu and hindi sms messages. Unlimited fun with sms,shayari, quotes & jokes. We have a large collection of sms message from various categories like love sms, friendship sms. Our regular users daily post their own sms to our website. So we have a big database of sms. We have also a huge collection of shayari from various shayer and shayari categories like hindi shayari, urdu shayari etc. Our database has also various quotes from various authors from various tags like life quotes, love quotes. Our daily regular users post their own quotes or quotes from various books which are really good and help us to over come many problems. So we are trying our best to present various sms, shayari, quotes and jokes to give you more entertainment. Keep visiting our site daily for daily updates and also please join to our facebook fan page for instant notification.

  
Post Urdu and hindi sms Message
Name:
Email:
Category:
SMS Message:

Enter the code below shown above

List of Urdu and hindi sms Text Messages

Showing Urdu and hindi sms Message 1891 - 1900 of 6787 messages, Page 190 of 679 pages.


Mehkti Hui Sard Raaton K San'naton Me,
Kanpte Paton Ki Halki Halki Sarsarahton Me,
Mujhe Apna Wajood Bhi Aadhaa Sa Laga,
Tere Baghair......
Is Lamhe Me Ne Jana k,
Meri Saari Khushian Bhi Adhoori Hen,
Tere Baghair.....!!!

 0 People liked it
0 Ratings


~*~Bhool Ja..~*~!!
Jo Tera Na Ho Saka Usey Bhool Ja
Woh Lamha Khawab Samajh Ker Bhool Ja
Na Ker Woh Khwaish Jo Puri Na Ho Sakey
Jo Na Mil Saka Usey Bhool Ja
Na Ker Waqt Barbaad Purani Yaadon Mein
Khul Ker Hans Le Aur Gham Ko Bhool Ja
Zindagi Naam Hai Aagay Bharne Ka
Kal Ko Kal Hi Rehne De Sab Bhool Ja

 0 People liked it
0 Ratings


Mujh Ko Baatein Kab Aati Hain ?
Main To Bus Khamosh Sa Sha‘Ir
Ulfat Chahat Ke Rango Se
Dil Ki Khali Tasveero Me
Koi Mohabbat Likh Deta Hoon …
Aur Kabhi Deewar Se Lagkar
Koi Mohabbat Ro Deta Hoon …
Aur Kabhi Aankho Aankho Mein
Saari Baatein Keh Jata Hoon ….
Main To Ek Khamosh Sa Sha‘Ir
Mujhko Baatein Kab Aati Hain ???
Mujh Ko Baatein Gar Aati To
Tum Kiya Mujh Ko Chhor Kar Jaati ???
Mere Sapne Tod Kar Jaati ???
Kiya Meri Aankho Mein Dukh Ke
Itne Aansoo Dekh Sakti Thi ???
Mera Kul Sarmaya Tha Jo
Kiya Mujhse Woh Le Sakti Thi ???
Mujh Ko Baatein Gar Aati To
Main Bhi Tumse Woh Sab Kehta
Jo Tum Sunne Ki Khwahish Mein
Saare Raaste Bhool Aayi Ho
Saare Rishte Bhool Aayi Ho
Main Thera Khamosh Sa Sha‘Ir
Mujh Ko Baatein Gar Aati To
Tum Bhi Mere Khwab Sajaati
Yoon Na Tanha Chhor Kar Jaati
Kaash ! Mujhe Bhi Baatein Aati ..
+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

 0 People liked it
0 Ratings


barish main bahgny ka apna hi maza hai amir.
per shart yeh hai k humsafar sath hu..

 0 People liked it
0 Ratings


Khafa Ho k Mujh §y Mujhy Parshan karta Hy
Ajeeb §hakhs Hy khud §y ßadguman karta Hy
Na Meri Parwah Hy Na Mery Haal ki kuch khabar
§alok Wo karny Laga Hy Jesy Anjan karta Hy
Wo Meray Zikr §y Uktana Mujh §y katra k Guzar Jana
Ésa Lagta Hy Wo Doori ka §aman karta Hy
Pehly To Mujh §y Milna He Éhm Tha Jis k Leay
Ab Milta ß Hy To Jesy Éhsan karta Hy
Tark-É-Taaluk karna Hy To keh Dy Mujh §y
Wo Esi ßatein kio Gheron §y ßeyan karta Hy

 0 People liked it
0 Ratings


Tum pas hote tu koi shrarat krty,
Tujy le kr bahon me
"MohBT" krty,
Dekhty teri ankhon me nend ka khumar,
Apni khoi hui nendon ki
"ShikayaT" krty,.

 0 People liked it
0 Ratings


"Ae meharban
qasid"
"WO" Kaheen mille to ose ye kehna..!
K faseel-e-nafrat gira raha hon,
Guzre dinon ko bhula raha hoon,
Wo apne wade se phir gaya hai,
Mai apne wade nibha raha hoon,
Kahin mille to ose ye kehna!
Na dil mein koi malal rakhe,
Hamesha "apna khyal rakhe"
Apne sare ghum mujko de dy
Aur tamam khushiyan sambhal rakhe,
Kahin mile to ose ye kehna..!
Main tanha sawan bita chuka hon,
Main sare arman jala chuka hon

 0 People liked it
0 Ratings

Main to sumgha tha k hai mugh per meharban
Devaar ka saya to mugar soraj ka sathi nikla

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post SMS Message

Next Page

Showing Urdu and hindi sms Message 1891 - 1900 of 6787 messages, Page 190 of 679 pages.