Islamic sms Message

Islamic sms message - A large collection of  Islamic sms messages. Unlimited fun with sms,shayari, quotes & jokes. We have a large collection of sms message from various categories like love sms, friendship sms. Our regular users daily post their own sms to our website. So we have a big database of sms. We have also a huge collection of shayari from various shayer and shayari categories like hindi shayari, urdu shayari etc. Our database has also various quotes from various authors from various tags like life quotes, love quotes. Our daily regular users post their own quotes or quotes from various books which are really good and help us to over come many problems. So we are trying our best to present various sms, shayari, quotes and jokes to give you more entertainment. Keep visiting our site daily for daily updates and also please join to our facebook fan page for instant notification.

  
Post Islamic sms Message
Name:
Email:
Category:
SMS Message:

Enter the code below shown above

List of Islamic sms Text Messages

Showing Islamic sms Message 41 - 50 of 1539 messages, Page 5 of 154 pages.


"KHAWAB"
Raat phir khawaab main aa kar mujhse
Meri ammi ne kuchh sawaal kiye
Usse pahley mujhey duaa ye di
Khuda karey ki tu sau saal jiye
Unki aankhon main mahobbat bhi thi,
Afsos bhi tha
Ek aaNsu bhi tha un aankhon main
Jo chillata bhi tha, khamosh bhi tha
Mujhse poocha ki betey kaisey ho
Koi diqqat to nahin hai tumko
Phir kaha
Tumko maloom hai kya
Main badi takleef main hoon
Jab se laiti hoon so nahin payee
Tumhaari wajah se main khul ke ro nahin payee
Terey gunaah mujhko saanp banke danstey hain
Farishtey aakar har roz fiqrey kastey hain
Tumhi bataao beta mainey kya kami ki thi
Merey samjhaney main kami thi kya
Ya meri tarbiyat adhoori thi
Kyon burey kaam roz kartey ho
Kyon nahin us khuda se dartey ho
Jisney tumko ye jaan bakshi hai
Jisney tumko amaan bakshi hai
Laut kar jiske paas jaana hai
Kya usey munh nahin dikhana hai
Kya tumhein is liye padaya tha
Kya tumhein yehi sab sikhaya tha
Ki apney ilm par Guroor karo
Apney nafs ko masroor karo
Jab bhi bolo to bas galat bolo
Zulm dekho to lab nahi kholo
Chodkar deen bhool kar mazhab
Apni auqaat note main taulo
Sach batao ki kya ye qissa hai
Kya ye andaaz meri tarbiyat ka hissa hai
Mujhko afsos nahin ki tu mujhey bhool gaya
Ranj ye hai ki mera jeena hi fizool gaya
Main to Jee key bhi roz marti hoon
Main tujhey roz yaad karti hoon
Jis tarah jeeney ka agaaz kiya hai tuney
Uskey anjaam se main darti hoon
Khuda karey ki tujhey ab bhi samajh aa jaye
Koi to aakey tujhey seedhee raah dikha jaye
Ki ikhtitaam ho teri gunah ki shaamon ka
Mujhey bhi ajr miley terey naik kaamon ka.

 0 People liked it
1 Ratings


kaun kehta hai k aulia mar gaye,
qaid sey chhootey wo asli ghar gaye

 0 People liked it
0 Ratings


HADIS:

HAZART MUHAMMAD (SAW) SAID: Jab Dua karu to Dusron ko bhi Yaad rakho ho sakta hai kisi k naseeb ki bohat see khushiyaan ap k ek Harf-e-dua ke Intezar main hon "

 0 People liked it
0 Ratings


Zindagi ko ZARURIAT

Mein Rakho

KHWAISHAT Ki Taraf Na

Le Jao

Zaruriyat Faqiro'n ki b

Puuri Hoti Hyn

Aur

Khwaishei'n Badshaho'n

Ki b Baqi Reh Jati Hyn

Hazrat Ali r.a

 0 People liked it
0 Ratings


Verily, Allah Does Not Look Towards Your Bodies Nor Towards Your Appearances. But, He Looks Towards Your Hearts. (Muslim)

 0 People liked it
0 Ratings


Jannat k 8 darwazay hain,
1. Jannatul mava
2. Darul maqam
3. Darul salaam
4. Darul khuld
5. Jannatul adan
6. Jannatul naim
7. Jannatul kasif
8. Jannatul firdous.
Allah say dua hay k roz'e qiyamat har darwazay say aap ka naam pukara jaye, "aameen".ye dua apki poori family k liye hai.

 2 People liked it
0 Ratings


Hadees:
"Tum log hassad se bacho kun ke hassad naikyoon ko is tarah khajata haij
aise aag lakriyun ko.,.
(Abu Daood, Faizane Ramazan)

 0 People liked it
0 Ratings


ALLAH Subhanahu wa Ta'ala Ne Farmaya

" Mere bandon! Zuban se Wo baat nikala karo Jo sub se Achchi ho,

ye Shetan hai jo insanon k darmiyan Fasaad dalwanay ki koshish kerta hai,

Beshak Shaitaan insaan ka Khula Dushman hai."

{Sura e Bani Isra'eel, Aayat:53)

 1 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post SMS Message

Next Page

Showing Islamic sms Message 41 - 50 of 1539 messages, Page 5 of 154 pages.