Welcome to FriendlySMS.com

Unlimited fun with sms,shayari, quotes & jokes. We have a large collection of sms message from various categories like love sms, friendship sms. Our regular users daily post their own sms to our website. So we have a big database of sms. We have also a huge collection of shayari from various shayer and shayari categories like hindi shayari, urdu shayari etc. Our database has also various quotes from various authors from various tags like life quotes, love quotes. Our daily regular users post their own quotes or quotes from various books which are really good and help us to over come many problems. So we are trying our best to present various sms, shayari, quotes and jokes to give you more entertainment. Keep visiting our site daily for daily updates and also please join to our facebook fan page for instant notification.

  
Post Your Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari:

Enter the code below shown above

Recently Added Shayari


Ajanta ki ek murat ho tum
Khuda kasam bahut khubsurat ho tum
Har sawal ka jawab ho tum
Khushbu bhara gulab ho tum
Bahu bholi ho tum
Manchali ho tum
Machi hai shor galiyon main jidhar bhi chali ho tum
Andhera hai to rahne do, mere sang chandni ho tum
Lajaye raushni tumse, Ki aisi raushni ho tum
Khyalon se adhik khubsurat ho tum
Meri jindgi ki jarurat ho tum
Meri hi nahi har dil ki jarurat ho tum
Jo kisi mandir main nahi aisi murat ho tum
Aur kiya misal dun tere shabab ki
Har majhabo se jiyada khubsurat ho tum
Manta hoon mujhse ab na milogi tumm
Yad bhi na karogi, yah kaisa julm karti ho tum
Aawaz do kahan ho tum
Yad rakhna jahan ho tum
Hiron ki karn ho tum mitti ki bani ho tum
Ye bhi sacch hai ki pyar ki dhani ho tum
Kamsin najuk aur bholi ho tum
Chingari hai aag ki aur bum ki goli ho tum
Lave se jiya lovely ho tum
Kuchh bhi samajhti nahi na samajh aur pagli ho tum..


gujaris khuda se,,,,,
mere pyaar ko uska pyaar mile
main barbaad sahi,wo aabad mile
likh de mere hisse uske saare gam
par wo khushaal mile
agr gujre wo meri gali se kabhi to,
rosni ke liye jalta mera ghar mile.

Maire Dukhoon Ki Dhanak Mein Rang Na Bhar
Mohabbat Or Nafrat Ki Jang Na Lar
Khushi Mere Ghum K Sung Na Kar
Pappu Yaar Tang Na Kar !!

Kabhi Humko Rab Ki Khudai Ne Mara,
Kabhi Sang Dil Mahboob Ki Judai Ne Mara,
Bari Muddat Tak Kabhi Tanha Rahe Hai Hum,
Kabhi Humko Ghamgeen Tanhai Ne Mara,
Mahboob Se Hum Pyar Ka Ikrar Nahi Karte,
Aur Hume Dar Aur Ruswai Ne Mara,
Ye Tha Mera Mazi Aur Ab Mera Haal Ye,
Mujhe Ab Mahboob Ki Bewafai Ne Mara…!!!


Adalat Husn Ki Hogi
Mukadma Tere Ishq Ka Hoga,
Gawhai Mere Dil Ki Hogi,
Mujrim Tera Pyar Hoga,
Aur Faisla
Zindagi Aur Maut Ka Hoga….


Recently Added Sms Messages


Agar Safar main Hamara bhi hamsafar hota,
Bari khushi se in hi Pattharon pe So letay...

One ("""()

good ((")")

nite ("(,,)

Kiss for you....

* * ("""() Bye

* ("("o",) bye

* (")(")(,,) * *

Sweet Dreams !


'ABSENT'

Is

The Best

'PRESENCE'

Bcoz

Id 'SOMEBODY'

Is

ABSENT

Then U

Miss HIM/HER

&

If U

Miss HIM/HER

Then

Dat Means

HE/SHE Is

In

Ur 'HEART' ... (:

Teacher: ' Delhi me Kutubminar hai'
Santa was not payin attention
Techer asks: 'Santa repeat what I just said'.
Santa replies:' Delhi me Kutta bimar hai' ..

Are our oars oak?