Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai Lyrics

Bas Itna Sa Khwab Hai- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai from movie Bas Itna Sa Khwab Hai

  

Lyrics

    • Movie Name : Bas Itna Sa Khwab Hai
    • Director(s) : Aadesh Shrivastava
    • Singer(s) : Alka Yagnik,Roop Kumar Rathod
    • Lyricist(s) : Goldie Behl,Mona Alvar

    chhota sa mann hai, mann me sanam hai - (2)
    sanam ek khwab hai -2, khwab hai bas khwab hai
    khwab hai, khwab hai

    kya yahee ishk hai, kya yahee ishk hai
    ishk ek behta dariya jo kabhee naa thama
    ishk ek aisa sapna jo naa hasil huwa
    gar ishk hai khuda toh khuda dard deta hai kyun - (2)
    ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahee hai ishk ishk - (2)

    aa aa aa aa aa..............
    chhota sa mann hai, mann me sanam hai
    chhota sa mann hai......

    hmm hmm hmm hmm hmm..................
    aankho me jo sapna tha, lagta kitna apna tha - (2)
    dil kee nagree me rehta tha, sanso me phulo sa khilta tha
    chhota sa mann hai, aa mann me sanam hai
    chhota sa mann hai......

    ishk patta patjhad kaa jo kahee naa tika
    ishk aansu aankho kaa jo rukaye naa ruka
    gar ishk hai khuda toh khuda, dard deta hai kyun - (2)
    ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahee hai ishk ishk - (2)

    aa aa aa aa aa..............
    chhota sa mann hai, mann me sanam hai
    chhota sa mann hai......

    yeh jindagee kal tere nam thee, khushee kaa paigam thee
    aaj naa too hai naa teraa sath hai
    teraa chhoda huwa har lamha pas hai
    chhota sa mann hai, mann me sanam hai - (2)
    sanam ek khwab hai -2, khwab hai bas

    Related Lyrics