Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Love

Jazeeren Hai Jo Lyrics

Love- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jazeeren Hai Jo from movie Love

  

Lyrics

    • Movie Name : Love
    • Director(s) : Pritam
    • Singer(s) : Alisha Chinoy,Rana Mazumder
    • Lyricist(s) : 

    (jazeeren hai jo jo jo jazeeren khaabo ke
    milenge dil ki panaahon mein) - (2)
    jab se mere paas aashnaayi aayi hai
    ghar mere dilkash fajaayein aayi hai
    jazeeren hai jo jo jo jazeeren khaabo ke, milenge dil ki panaaho mein
    jab se mere paas aashnaayi aayi hai, fajaayein huyi haseen
    (jawaan jawaan aashnaayi aayi hai
    jawaan jawaan ghar fajaayein aayi hai
    jawaan jawaan aashnaayi aayi hai, jawaan jawaan jawaan....) - (2)

    yahaan wahaan kahin koyi shama hai kahin koyi gul khila hai
    isase mili hai aankhein usase dil mila hai
    chalata rahein jo aashiqui ka silsila hai
    jile jine ka jindagi ka andaaj yeh naya
    (jawaan jawaan aashnaayi aayi hai
    jawaan jawaan ghar fajaayein aayi hai
    jawaan jawaan aashnaayi aayi hai, jawaan jawaan jawaan....) - (2)

    hoga wahin jo teri haathon ki lakiron mein likha hai
    toh aanewaale kal ko kaahe sochana hai
    abb mein abhi mein marane jine ka maja hai
    raaj-e-khushi hai bas isi mein meri baat maan ja
    (jawaan jawaan aashnaayi aayi hai
    jawaan jawaan ghar fajaayein aayi hai
    jawaan jawaan aashnaayi aayi hai, jawaan jawaan jawaan....) - (2)

    Related Lyrics