Ajanabi Sa Lagata Hai Hamein Toh Jaha Lyrics

Zindagi Tere Naam- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Ajanabi Sa Lagata Hai Hamein Toh Jaha from movie Zindagi Tere Naam

  

Lyrics

  • Zindagi Tere Naam
  • Movie Name : Zindagi Tere Naam
  • Director(s) : Sajid-Wajid
  • Singer(s) : Sunidhi Chauhan,Wajid Khan
  • Lyricist(s) : 

yeh jhuki jhuki si teri nazar, kuchh toh keh gayi hai kuchh khabar
ha kisko hosh hai kisko khabar, kuchh toh ho gaya hamko magar
ajanabi sa lagata hai hamein toh jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha
o jaane jaana ajanabi sa lagata hai hamein toh jahaan
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha

aasmaa ke paar shaayad hoga woh jaha
tumko leke saath apane chal du main waha
baadalon ke sar pe hai tham tham aasmaan
faisala tum karo jaana hame hai kaha
ajanabi sa lagata hai hamein toh jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha
o jaane jaana ajanabi sa lagata hai hamein toh jahaan
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha

mitha mitha khatta khatta sa ehsaas hai
julati jalati chubhati chubhati si koyi pyaas hai
kuchh naya naya naya sa khaab hai hamsafar
bas chalo chale chale pyaar ki hum dagar
ajanabi sa lagata hai hamein toh jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha
o jaane jaana ajanabi sa lagata hai hamein toh jahaan
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha
kisko hosh hai kisko khabar, kuchh toh ho gaya hamko magar
ajanabi sa lagata hai hamein toh jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha
o jaane jaana ajanabi sa lagata hai hamein toh jahaan
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha

Related Lyrics