Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aaram

Ai Jane Jigar Dil Me Samane Aaja Lyrics

Aaram- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Ai Jane Jigar Dil Me Samane Aaja from movie Aaram

  

Lyrics

    • Movie Name : Aaram
    • Director(s) : Anil Biswas
    • Singer(s) : Mukesh
    • Lyricist(s) : Rajinder Kishan

    ai jane jigar dil me samane aaja
    ujadi huyi basti ko basane aaja, ai jane jigar

    dil dard se betab hai, tu jane tamanna
    aaram ka paigham suna ne aaja, ai jane jigar

    parwana badi derse hai aas lagaye
    aye shamma na kar der jalane aaja, ai jane jigar

    tarasi huyi najaro ko hai didar ki hasarat
    barkha ki tarah pyas bujhane aaja, ai jane jigar

    Related Lyrics