Sun Le Mere Paayalon Ke Geet Saajana Lyrics

Sasural (1961)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sun Le Mere Paayalon Ke Geet Saajana from movie Sasural (1961)

  

Lyrics

    • Movie Name : Sasural (1961)
    • Director(s) : Shankar-Jaikishen
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    (sun le mere paayalon ke geet saajana
    aa bula rahi hai meri preet saajana
    aaja re aaja re) - (2)

    (woh hasin chaand raat yaad kar
    tune jo kahin thi baatein yaad kar) - (2)
    waada woh pyaar ka kaise tumane bhula
    tu bhi pehali mulaakaat yaad kar
    sun le mere paayalon ke geet saajana
    aa bula rahi hai meri preet saajana
    aaja re aaja re

    (jo bhi shaam aayi dil dukha gayi
    kitani baar chaandani jala gayi) - (2)
    kar ke koyi jatan, abb toh aaja sajan
    mora maane na mann main ghabara gayi
    sun le mere paayalon ke geet saajana
    aa bula rahi hai meri preet saajana
    aaja re aaja re

    (kya bahaar jab talak na aaye tu
    chaand kya agar na muskuraaya tu) - (2)
    mori baali umar tadape jaane jigar
    jab talak laut ke aa na jaaye tu
    (sun le mere paayalon ke geet saajana
    aa bula rahi hai meri preet saajana
    aaja re aaja re) - (2)

    Related Lyrics